Baat ye nahi ke tere bin jee nahi sakte baat ye hai ke tere bin jeena nahi chahte |
Dard jeet gaya aur mai tujhe haar gaya dil ko mohabbat ka soda bohut mehnga parra |
Dil mai narazgiyan na khuloos mai milawat koi wo bachpan ki yariyaan bhi kamal howa karti thi na |
Ho jin ke paas hazaron chahne wale wo kya mehsoos karenge aik kami humari |
Hum jo hans hans ke milte thay sabse aaj khud se mil kar bohut udaas howe |
Is zindagi ka kya bharosa jo do pal ki hai hum be un lamhon ki tarah guzar jayenge jo loat kar nahi atay |
Jeet loon tujhe zamane ke har taqaat se ek baar to ameen tu keh meri duaon ke saath |
Jis ke dam se hai ronaq meri tehreeron mai wohi aik shakhs nahi haath ki lakeeron mai |
Kaash mil jaaye kabhi khwaab ki tabeer mujhe ankh khulte he tujhe saamne betha dekhon |
Khamoshiyan kar dain bayaan to alag baat hai kuch dard hain jo lafzoon mai utaare nahi jaate |
Mai uski khooj mai deewana waar phirti rahi isi lagan se kabhi mujh ko dhondta wo bhi |
Parinda khushk jheelon se yahi ab keh gaya akhir mujhe majboor hijrat par mere halaat karte hain |
poetry in urdu Aaj mai ne talaash kiya usay apne aap mai wo mujhe har jaga mila meri taqdeer ke siwa |
Raat guzar jaati hai teri yaad mai aksar subah masroof rehti hoon phir se tujhe bhulane mai |
Sab mast hain apni ana mai kon kis ke liye khud ko badle har kisi ki hai yahi zid ke mujh ko mere jaisa mile |
Suna hai ishq ki saza yahan par moat hai lo maar do humain hum tum se mohabbat karte hain |
Tujse milne ki khushi mai na dhiyaan raha mujh ko kitni takleef mujhe tumse bicharr kar hogi |
Turk-e-taluq ki waja kuch to batate jaate mai kahan tak khud mai buraiyan dhondoon |
urdu ghazals kab nikalta hai koi dil mai utar jane ke baad ye wo gali hai jis ka koi bahar ka rasta nahi |
No comments:
Post a Comment