urdu sms poetry meri yahi adat tum sabko sadda yaad rehegi na shikwa na koi gila jab bhi mila |
Baat karte raho humse ke aksar jee nahi lagta tumhre rabiton se zindagi mehsoos hoti hai |
Barra dilchasp waqia hai ke kal aik azeez dost apne mafaad ki khatir mujhe qurbaan kar gaya |
Dil bhar jata hai logo ka humse sirf chand he lamho mai pata nahi ye dunya bewafa hai ya |
Hum wo ana parast hain jo haar ke bhi kehte hain wo manzil badnaseeb thi jo humko na pa saki |
Khushk honton se howa karti hain methi batain pyaas bujh jaaye to lehje bhi badal jaate hain |
Kisi ke saath pyaar se mazaaq zaroor karna magar kabhi kisi ke sath mazaaq se pyar na karna |
Meri ankhoon ke jaado se tum abhi nawaqif ho hum usay jeena sikha dete hain jise marne ka shoaq ho |
Mujhe maloom hai tum khush ho is judai se ab khayal rakhna apna tumhe tum jaisa na mil jaaye |
poetry urdu sad humari to wafa bhi tumhe gawara nahi kisi bewafa se nibhaogi to bohut yaad |
Torr diye mainay ghar ke sabhi ainay pyaar mai haray howe log mujh se dekhey nahi jaate |
Us ada se bhi hoon mai aashna tujhe itna jis pe gharoor hai mai jiyonga tere baghair bhi |
usay apni zid ki fikar thi mujhe apni aan ka khayal tha na mil sake hum phir kabhi |
Usne mujh se pocha mafhoom-e-ghalat fehmi kya hai mai ne mukora kar bola tumse umeed-e-wafa rakhna |
Waqat jo aik pal ko ruk jaaye to ehsaan uska chand yadain mere dil mai se guzrana chahain |
Wo aik insaan jo soya he nahi kai ratoon se agar uski waja tum ho to kya zalim nahi ho tum |
Wo jo dhadkan ki zubaan sunta tha aaj sunta he nahi siskiyaan meri |
Wo kisi ki khatir mujhe bhool bhi gaaye to koi baat nahi hum bhi to bhool gaye thay sara zamana uski khatir |
Yaad karta hai yahan kon kisi ko bhala khuda ko bhool jane wale khuda ki qasam kisi ke nahi hote |
No comments:
Post a Comment