Sunday, 20 March 2016

romantic urdu poetry Mila tha aik dil jo tumko de diya hazaroon bhi hote to tere liye hotay

urdu romantic poetry Tum yaad nahi karte to hum gila kyun karain suna hai khamoshi bhi aik ada hai mohabbat nibhaane ki

Aao kabhi yun bhi mere paas ke anay mai lamha aur janay mai zindagi guzar jaaye

Ab awaaz aayi to tujhe nikaal ke pheenk donga a dil soja kaha na tera koi nahi

Aina jhoot bolta hai har shakhs ke chehre par na janay kitne chahray hote hain kahan ye kisi ka

Chuda kar haath narmi se ye he kehti hai mujhko abi tak ghair mehraam hoon tumhari kuch nahi lagti

Din to is shehar ki ronaq mai guzar jata hai yaad kuch log sar-e-shaam bohut atay hain

Fursat qaleel aur kahani taweel hai shikway to hain hazaar magar jaane dejiye

Ghazab ki dhoop thi tanhaiyun ke jangal mai kai shajar thay magar koi saaya daar na tha

Kaash waqat ke sehra mai lage tujhe mohabbat ki pyaas aur to tadap ke mangay mujhe paani ki tarah

Kuch ghum nahi us say bicharr janay ka shakir afsoos itna hai mera ho ke bhi mera na ho saka

Lehaaz-e-ishq na hota to tujh se ranjishain hotain shikayat sirf itni hai k tu samajha nahi mujko

Mai tabah hoon tere pyaar mai tujhe dosron ka khayal hai kuch mere masale par ghoor kar meri zindagi ka sawal hai

Neendain bhi nelaam ho jaati hain bazaar-e-ishq mai itna asaan hota hai kisi ko bhool jana

Phir nahi baste wo dil jo ek baar ujarr jate hain qabrain jitni bhi sanwaron wahan ronaq nahi hoti

Sach he kaha tha kisi ne tanha jeena seekh le Mohabbat jitni bhi sachi ho saath chod jaati hai

Tu aik baar bhi humse mila nahi warna hum tere dil ko bhi tere khilaaf kar letay

Tujhe kya khabar hai ke raat bhar tujhe daikh paane ko ek nazar raha saath chaand ke muntazir

Wo ajab shakhs tha a zindagi jisay samaj kar bhi na samaj sakay mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chod kar bhi chala gaya

Wo naraaz hote to usay har qeemat pe mana letay umar jo taluq he nahi rakhna chaiye to usay manaiyen kaise

No comments:

Post a Comment